Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Syed Wahidudeen Salim

1869 - 1927 | Hyderabad, India

Sher of Syed Wahidudeen Salim

kis qadar tund bharī hai mire paimāne meñ

ki chhiḌak duuñ to lage aag abhī maiḳhāne meñ

kis qadar tund bhari hai mere paimane mein

ki chhiDak dun to lage aag abhi maiKHane mein

bhalā vo ḳhātir-e-āzurda taskīn kyā jāneñ

jinhoñ ne ḳhud-numā.ī ḳhud-parastī zindagī bhar

bhala wo KHatir-e-azurda ki taskin kya jaanen

jinhon ne KHud-numai KHud-parasti zindagi bhar ki

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now