Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Ameer Nehtauri

1968 | Bijnor, India

Ameer Nehtauri

Ghazal 5

 

Sher-o-Shayari 7

dard ne añgḌā.ī aisī

zaḳhm ik ik Tāñkā TuuTā

dard ne li angDai aisi

zaKHm ka ek ek Tanka TuTa

  • Share this

furqat shab ḳhāmoshiyāñ zaḳhmoñ phir añgḌā.iyāñ

āñkheñ jab apnī nam huiiñ bechārgī achchhī lagī

furqat ki shab KHamoshiyan zaKHmon ki phir angDaiyan

aankhen jab apni nam huin bechaargi achchhi lagi

  • Share this

hogī na chārāgar tirī tadbīr kārgar

ham ko ḳhud apne zaḳhmoñ chāhat hai āj-kal

hogi na chaaragar teri tadbir kargar

hum ko KHud apne zaKHmon ki chahat hai aaj-kal

  • Share this

vaqār-e-shauq se gir kar bhī vaar mat karnā

mile jo zaḳhmī parinda shikār mat karnā

waqar-e-shauq se gir kar bhi war mat karna

mile jo zaKHmi parinda shikar mat karna

  • Share this

dil ke zaḳhmoñ ko sajāne hunar rakhtā huuñ

mustaqil maiñ tirī yādoñ safar rakhtā huuñ

dil ke zaKHmon ko sajaane ka hunar rakhta hun

mustaqil main teri yaadon ka safar rakhta hun

  • Share this

BOOKS 1

 

More Poets From "Bijnor"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now