Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Kamal Hatvi

1971 | Lucknow, India

Kamal Hatvi

Ghazal 18

Sher-o-Shayari 3

havā se kah do ki yuuñ ḳhud ko aazmā ke dikhā.e

bahut charāġh bujhātī hai ik jalā ke dikhā.e

hawa se kah do ki yun KHud ko aazma ke dikhae

bahut charagh bujhati hai ek jala ke dikhae

  • Share this

bichhaḌ jaane ġham tauba are tauba are tauba

ye vo hai jo ki dīmak tarah sab chaaT jaatā hai

bichhaD jaane ka gham tauba are tauba are tauba

ye wo hai jo ki dimak ki tarah sab chaT jata hai

  • Share this

nazar āñkhoñ gum ho rahī hai

ki ab tum bas sunā.ī de rahe ho

nazar aankhon ki gum si ho rahi hai

ki ab tum bas sunai de rahe ho

  • Share this
 

More Poets From "Lucknow"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now