Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Mukhtasar Azmi

1939 - 2009 | Azamgarh, India

Sher of Mukhtasar Azmi

beTe meñ chāhe laakh ḳharābī ho 'muḳhtasar'

shādī ke vaqt bā.is-e-income zarūr hai

beTe mein chahe lakh KHarabi ho 'muKHtasar'

shadi ke waqt bais-e-income zarur hai

b-a meñ paḌh rahā hai ye knowledge haal hai

naqshe meñ lucknow ko kahe kanpur hai

b-a mein paDh raha hai ye knowledge ka haal hai

naqshe mein lucknow ko kahe kanpur hai

maiñ ro rahā huuñ ye to jahāñ se chalā gayā

apnī balā ko mere gale se lagā gayā

main ro raha hun ye to jahan se chala gaya

apni bala ko mere gale se laga gaya

karo na hind meñ baat ittihād-e-millat

ki is se hote haiñ amrikiyoñ ke kaan khaḌe

karo na hind mein baat ittihad-e-millat ki

ki is se hote hain amrikiyon ke kan khaDe

Recitation

Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

Speak Now