Munawwar Rana
Ghazal 44
Nazm 9
Sher-o-Shayari 80
Quote 39
BOOKS 17
Image Shayari 9
lipaT jaataa huu.n maa.n se aur mausii muskuraatii hai mai.n urdu me.n Gazal kahtaa huu.n hindii muskuraatii hai
ye aisaa qarz hai jo mai.n adaa kar hii nahii.n saktaa mai.n jab tak ghar na lauTuu.n merii maa.n sajde me.n rahtii hai
bojh uThaanaa shauq kahaa.n hai majbuurii kaa saudaa hai rahte rahte station par log qulii ho jaate hai.n