Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Paraveen Rai's Photo'

Paraveen Rai

1995 | Ghazipur, India

Paraveen Rai

Ghazal 14

Sher-o-Shayari 21

pūchh kar kaun dil dukhātā hai

hādse kab batā ke hote haiñ

puchh kar kaun dil dukhata hai

hadse kab bata ke hote hain

  • Share this

us se to chalte haiñ kārobār gulshan ke

vo rāt-rānī hai vo gul-hazāra hai

us se hi to chalte hain karobar gulshan ke

wo hi raat-rani hai wo hi gul-hazara hai

aap ko devtā samajhtā thā

aap to ḳhuub devtā nikle

aap ko dewta samajhta tha

aap to KHub dewta nikle

  • Share this

is se pahle ke chhīn lete log

ham ne ḳhushiyāñ daan meñ de diiñ

is se pahle ke chhin lete log

hum ne KHushiyan hi dan mein de din

  • Share this

kuchh to kahiye hamāre baare meñ

kaun haiñ ham hameñ pata to chale

kuchh to kahiye hamare bare mein

kaun hain hum hamein pata to chale

  • Share this

More Poets From "Ghazipur"

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

Speak Now