Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Rahmatullah khan

1930 - 2005 | Islamabad, Pakistan

Rahmatullah khan

Sher-o-Shayari 4

aañkh dekhe binā nahīñ rahtī

hoñT to ḳhair liye ham ne

aankh dekhe bina nahin rahti

honT to KHair si liye hum ne

  • Share this

adāvatoñ ke liye mere paas vaqt kahāñ

mohabbatoñ ke liye ye zindagī kam hai

adawaton ke liye mere pas waqt kahan

mohabbaton ke liye hi ye zindagi kam hai

  • Share this

hazāroñ baar terā ḳhat paḌhā hai

ki in lafzoñ ke pīchhe kyā likhā hai

hazaron bar tera KHat paDha hai

ki in lafzon ke pichhe kya likha hai

  • Share this

ik sirā uljhī huī Dor haath aayā hai

dūsre tak bhī pahuñch jā.ūñgā suljhāte hue

ek sira uljhi hui Dor ka hath aaya hai

dusre tak bhi pahunch jaunga suljhate hue

  • Share this

More Poets From "Islamabad"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now