aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Rashid Aazar's Photo'

Rashid Aazar

1931 | Hyderabad, India

Rashid Aazar

Ghazal 21

Nazm 21

Sher-o-Shayari 2

dekhne vaale yuuñ to bahut dekhe haiñ lekin

mar jā.ūñ jo koī terī adā se dekhe

dekhne wale yun to bahut dekhe hain lekin

mar jaun jo koi teri ada se dekhe

jin hāthoñ se baTtī ḳhairāteñ dekhī thiiñ

in āñkhoñ se un hāthoñ meñ kaase dekhe

jin hathon se baTti KHairaaten dekhi thin

in aankhon se un hathon mein kase dekhe

 

BOOKS 13

Audios 16

'ajiib jumbish-e-lab hai KHitaab bhii na kare

husn ho ishq kaa KHuugar mujhe rahne dete

maaluum hai vo mujh se KHafaa hai bhii nahii.n bhii

Recitation

More Poets From "Hyderabad"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now