aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1911 - 1962 | Hyderabad, India
ab hayāt-e-insāñ kā hashr dekhiye kyā ho
mil gayā hai qātil ko mansab-e-masīhā.ī
ab hayat-e-insan ka hashr dekhiye kya ho
mil gaya hai qatil ko mansab-e-masihai
ham haiñ ḳhāliq-e-naġhma laao saaz ham ko do
giit chheḌ baiThe ho aur gā nahīñ sakte
hum hain KHaliq-e-naghma lao saz hum ko do
git chheD baiThe ho aur ga nahin sakte
na saath deñgī ye dam toḌtī huī sham.eñ
na.e charāg jalāo ki raushnī kam hai
na sath dengi ye dam toDti hui shamen
nae charag jalao ki raushni kam hai
qarīb o duur se aatī hai aap kī āvāz
kabhī bahut hai ġham-e-justujū kabhī kam hai
qarib o dur se aati hai aap ki aawaz
kabhi bahut hai gham-e-justuju kabhi kam hai
urūj-e-māh ko insāñ samajh gayā lekin
hanūz azmat-e-insāñ se āgahī kam hai
uruj-e-mah ko insan samajh gaya lekin
hanuz azmat-e-insan se aagahi kam hai
Charag-e-Manzil
1960
Charagh-e-Manzil
Sanam Kadah
1973
Saz-e-Bekhudi
1965
Sheesha-o-Teesha
1964
Shisha-o-Teesha
Harf E Akhar Jild 1 May 1988-SVK
Shumara Number-000
1988
Harf E Akhar Jild 1 No 10 January 1988-SVK
Shumara Number-010
Harf E Akhar Jild 1 No 11 March 1988-SVK
Shumara Number-011
Harf E Akhar Jild 1 No 3 June 1987-SVK
Shumara Number-003
1987
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books