aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Syed Aabid Ali Aabid's Photo'

Syed Aabid Ali Aabid

1906 - 1971 | Lahore, Pakistan

One of the most prominent critics from Pakistan

One of the most prominent critics from Pakistan

Syed Aabid Ali Aabid

Ghazal 36

Nazm 3

 

Sher-o-Shayari 28

dam-e-ruḳhsat vo chup rahe 'ābid'

aañkh meñ phailtā gayā kājal

dam-e-ruKHsat wo chup rahe 'abid'

aankh mein phailta gaya kajal

ik din us ne nain milā ke sharmā ke mukh moḌā thā

tab se sundar sundar sapne man ko ghere phirte haiñ

ek din us ne nain mila ke sharma ke mukh moDa tha

tab se sundar sundar sapne man ko ghere phirte hain

kabhī āshiqī khel na khel

agar maat ho to haath na mal

ya kabhi aashiqi ka khel na khel

ya agar mat ho to hath na mal

  • Share this

kahte the tujhī ko jaan apnī

aur tere baġhair bhī jiye haiñ

kahte the tujhi ko jaan apni

aur tere baghair bhi jiye hain

unhīñ ko arz-e-vafā thā ishtiyāq bahut

unhīñ ko arz-e-vafā nā-gavār guzrī hai

unhin ko arz-e-wafa ka tha ishtiyaq bahut

unhin ko arz-e-wafa na-gawar guzri hai

Tanz-o-Mazah 1

 

BOOKS 90

Videos 9

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Syed Aabid Ali Aabid

Syed Aabid Ali Aabid

Syed Aabid Ali Aabid

Syed Aabid Ali Aabid

aam ho faiz-e-bahaaraa.n to mazaa aa jaa.e

Syed Aabid Ali Aabid

shauq se KHud jo mire raah-numaa hote hai.n

Syed Aabid Ali Aabid

din Dhalaa shaam hu.ii phuul kahii.n lahraa.e

Syed Aabid Ali Aabid

jo bhii minjumla-e-aashufta saraa hotaa hai

Syed Aabid Ali Aabid

Audios 5

aam ho faiz-e-bahaaraa.n to mazaa aa jaa.e

chaa.nd sitaaro.n se kyaa puuchhuu.n kab din mere phirte hai.n

gardish-e-jaam nahii.n ruk saktii

Recitation

RELATED Poets

More Poets From "Lahore"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now