Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Vibha Jain 'Khwaab''s Photo'

Vibha Jain 'Khwaab'

Surat, India

One of the poets of the new generation

One of the poets of the new generation

Vibha Jain 'Khwaab'

Ghazal 20

Sher-o-Shayari 16

us ko sochūñ to dhyān meñ mere

ḳhushbū aatī hai pahlī bārish

us ko sochun to dhyan mein mere

KHushbu aati hai pahli barish ki

  • Share this

itne barsoñ rat-jagī āñkheñ

kyā shikāyat kareñgī ḳhvāboñ se

itne barson ki rat-jagi aankhen

kya shikayat karengi KHwabon se

  • Share this

kyoñ koī kokh jo suunī ho vo sharminda ho

kyā zarūrī hai ki har siip se motī nikle

kyon koi kokh jo suni ho wo sharminda ho

kya zaruri hai ki har sip se moti nikle

to ḳhud ko sipurd-e-'ishq na kar

jo hotā hai phir malāl na pūchh

ya to KHud ko sipurd-e-'ishq na kar

ya jo hota hai phir malal na puchh

  • Share this

'ajīb haal hai tujh se bichhaḌ ke bhī ab tak

ye dil tujhī se bichhaḌne ke Dar meñ rahtā hai

'ajib haal hai tujh se bichhaD ke bhi ab tak

ye dil tujhi se bichhaDne ke Dar mein rahta hai

  • Share this

More Poets From "Surat"

 

Recitation

Speak Now