aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "تفتیش"
dekhne kaun hame.n aataa haiDhuu.nDne kis ko idhar jaate hai.n
qayaamat-KHez jis kii ibtidaa hophir us kii intihaa kaa puuchhnaa kyaa
masruuf Dhuu.nDne me.n hai ko.ii shikaar kobaiThaa hai ko.ii apnaa yahaa.n jaal Daal kar
tujhe bhii jaa.nchte apnaa bhii imtihaa.n kartekahii.n charaaG jalaate kahii.n dhu.aa.n karte
pa.Dtii hai to pa.D jaa.e shikan us kii jabii.n parsachchaa.ii kaa iz.haar to karnaa hii pa.Degaa
mujh se puuchhaa usii ne meraa pataDhuu.nDne jis ko ghar se niklaa thaa
jaa.nchaa hai kisii aur tariiqe se ye sab kuchhparkhaa hai kisii apne hii me.aar se ham ne
ham lutf ke rutbe ko abhii jaa.nch rahe hai.ndil de.n agar aisii hii inaayat ho kisii kii
ham KHud se savaal kar rahe thelo Dhuu.nD liyaa javaab ham ne
aashnaa.o.n se savaal-e-aashnaa.ii kar ke dekhphir pata chal jaa.egaa hai kaun kitnaa ajnabii
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books