aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "وزارت"
KHudaa ke liye pher do mujh ko saahabjo sarkaar me.n kuchh na ho kaam dil kaa
itnaa kyaa aasaa.n honaakuchh chiize.n sarkaarii rakh
sar-kashii jab bhii qalam-kaar me.n aa jaatii haiik musiibat liye sarkaar me.n aa jaatii hai
daftar ke kaamo.n ko daftar tak rakkhe.nghar me.n baiTh ke kyo.n sarkaarii baat kare.n
dil kii mai.n kartaa nahii.n jhuuTii salaahmaal hai sarkaar kaa jad chaahiye
sarkaar kaa hai apnaa hii me.aar-e-intiKHaabyaaro kahaa.n kii KHuubiyaa.n kaisii KHaraabiyaa.n
kaam auro.n ke jaarii rahe.n naakaam rahe.n hamab aap kii sarkaar me.n kyaa kaam hamaaraa
kabhii 'diivaan' se dekhaa nahii.n KHaalii ho mai-KHaanajahaa.n bhii dekhiye jaa kar vahii.n sarkaar baiThe hai.n
kuchh zer-e-Gaur suurat-e-haalaat bhii to hosarkaar ehtiraam-e-rivaayaat bhii to ho
jis kaa jii chaahaa chalaa aayaa baGair az ittilaa.aaap kii sarkaar me.n baazaar-o-mahfil ek hai
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books