aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "हूटिंग"
bartan TuuTe.n aavaaze.n ho.n shor machela.Dne aur jhaga.Dne vaalaa ko.ii to ho
laKHt-laKHt aavaaze.n fard fard pahchaane.nshor shor KHaamoshii vaj.h-e-ja.ng aa.iina
is qadar shor ruuh me.n barpaaKHaamoshii merii bolne jaisii
din kaa apnaa bhii shor thaa lekinshab kii aavaaz be-sadaa bhii thii
dil dha.Dakne kii sadaa itnii kahaa.n hotii haipaas hii shor machaataa ko.ii paagal hogaa
mirii KHaamosh tanhaa.ii ke lamhe.nbahut aavaaz karte lag rahe hai.n
kaisaa jhag.Daa hai mere andar yeshor har dam hai kyaa kiyaa jaa.e
KHol hii KHol hai nau-KHez dabistaan-e-KHayaalshor hii shor hai taKHliiq-e-adab kuchh bhii nahii.n
ye ghane lamhaat ye mauhuum aavaazo.n kaa shorDhuu.nD le ai sham-e-tanhaa.ii ki kho jaate hai.n ham
kaan me.n kohraam dil me.n khaultii aavaaz kaalog lab-basta hai.n chehro.n se ubaltaa shor hai
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books