aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "Doctor"
ye kahaa.n kii dostii hai ki bane hai.n dost naasehko.ii chaarasaaz hotaa ko.ii Gam-gusaar hotaa
ye vo dard-e-dil nahii.n hai ki ho chaarasaaz ko.iiagar ek baar miTtaa to hazaar baar hotaa
is re.ngtii hayaat kaa kab tak uThaa.e.n baarbiimaar ab ulajhne lage hai.n tabiib se
vo dil-navaaz hai lekin nazar-shanaas nahii.nmiraa ilaaj mire chaara-gar ke paas nahii.n
minnat-e-chaara-saaz kaun karedard jab jaa.n-navaaz ho jaa.e
nishtar chubhe hu.e the rag-e-jaa.n ke aas-paasvo chaaragar thaa aur mujhe Dar bhii usii kaa thaa
faqat nabz se haal zaahir na hogaamiraa dil bhii ai chaara-gar dekh lenaa
zaKHm taaza kar rahaa huu.n chaaragar ko dekh karraasta mai.n ne badal Daalaa KHizar ko dekh kar
mai.n mariiz-e-ishq huu.n chaaragar tuu hai dard-e-ishq se be-KHabarye ta.Dap hii us kaa ilaaj hai ye ta.Dap na ho to shifaa na ho
ye mujh se puuchhte hai.n chaaragar kyuu.nki tuu zinda to hai ab tak magar kyuu.n
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books