aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "balloon"
jise thaa phuul kar phaTaknaa hii laazimsiku.D kar vo Gubaara mar rahaa hai
andar se khokhlaa jo thaa balloon kii tarahchaahaa jidhar havaa ne u.Daa le ga.ii mujhe
bil-yaqii.n aur kisii ne hai use uksaayaaphuul ke mujh se miraa dost Gubbaara kyo.n ho
vaqt se pahle na phaT jaa.e Gubaara zehn kaaphailne vaale KHayaalo.n kaa dabaa.o dekhnaa
chalaa thaa jab vo mele me.n paka.D kar haath meraafazaa me.n sab se uu.nchaa jo Gubbaara thaa vo mai.n thaa
ye soch kar kabhii duniyaa se talKH baat na kiiki pin chubhii to kahaa.n bach sakegaa Gubbaara
jhuuT kaa phaT pa.Degaa Gubbaarais me.n kaafii havaa bharii hai abhii
abhii dekhii hai khi.Dkii khol ke nabzbalaa kii tez dha.Dkan hai havaa kii
buu.nd ban ban ke bikhartaa jaa.eaks aa.iine ko bhartaa jaa.e
har qadam dekh-bhaal kar 'anjum'bun rahii hai anokhe jaal havaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books