aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "catharsis"
ghaTaa.e.n KHushk hotii jaa rahii hai.njo dariyaa thaa vo sahraa ho rahaa hai
jis ke siine me.n dard Thahraa hous kaa ronaa bahut zaruurii hai
ek muddat se hamaare aa.ine pe gard thiiaa.nsu.o.n ke sail us ko dho ga.e achchhaa hu.aa
saaf karnii thii gandagii man kiihaath mu.nh dho rahaa hai kyaa hai ye
KHuub mil kar gale se ro lenaais se dil kii safaa.ii hotii hai
khulaa dimaaG to phir dil ko saaf karnaa pa.Daamirii vafaa kaa use e'tiraaf karnaa pa.Daa
miTaa.e.n taaki apne zulm karne kii nadaamat konikaale.n Dhuu.nD kar har tarah se pahluu shikaayat kaa
pursish-e-haal me.n ehsaas-e-takalluf kaisaako.ii saaya pas-e-diivaar nahii.n diivaano
pahle KHaamosh nigaaho.n se suKHan kartaa haiaur phir jalte charaaGo.n ko bujhaa detaa hai
umr-bhar ko.ii KHushii aa.ii na raasruuTh kar us dil se to achchhaa gayaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books