aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "circus"
hukm hote hii mai.n uchhaltaa huu.nsaarii duniyaa mirii madaarii hai
baaqii jo bach rahe hai.n vo circus ke sher hai.nmurda hu.aa ye dasht shikaarii machaan chho.D
sab bajaa kar taaliyaa.n circus se ha.ns kar ghar ga.edekhte hii dekhte saahir akelaa rah gayaa
amn-o-sukuu.n ke gaa.nv me.n mast-magan thaa mai.n magarkaun mirii hayaat ko KHaana-ba-dosh kar gayaa
usii ke piichhe hai duniyaa kaa sab se daulat-mandjo husn ik dafa dekhaa thaa gashtii circus me.n
majbuurii me.n ha.nstaa joker pyaasaa haathii bhuuke sherab circus me.n baiTh jaa pyaare khel tamaashaa saaraa dekh
jis taraf bhii dekhiye bas jokero.n kii bhii.D haiaap ne to mulk ko circus banaa kar rakh diyaa
iin-o-aa.n jab mere purkaar kii gardish ke asiirphir ye kyuu.n kis liye daryuuza-garii hai yaahuu
cho.nch me.n pahlaa tinkaa le karchi.Diyaa naachii Daalii-Daalii
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books