aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "colonel"
jarnail to sahraa me.n hai.n aur koh me.n karnailhai shahr me.n chho.Daa mujhe kaptaan samajh kar
dil qalandar ho to insaan sitaaro.n se bulandafsarii jaah-o-hasham daulat-o-shohrat kyaa hai
sirf afsar use kahnaa to ko.ii baat nahii.nham to saahab ko clerko.n kaa KHudaa kahte hai.n
kalaf ke collar pahan.ne vaalaaik aadmii qatl ho rahaa hai
un ke qaul-o-qaraar kyaa kahiyesirf qaul-o-qaraar hote hai.n
KHuub hai 'afsar' hame.n apnii haqiiqat kii KHabarkyaa hamaaraa naala-e-dil un kii shahnaa.ii ke ba.ad
sher-e-'sardaar' me.n hai sho.ala-e-be-baak kaa ra.ngharf-e-'sardaar' me.n haq-go.ii-o-KHush-guftaarii
cha.Dhaa jo daar pe aashiq kaa sar hu.aa sardaarjudaa hai KHaana-e-aalam se kaarKHaana-e-ishq
husn-e-shabaab-parvar kis darje sehar-zaa haidekhaa tiraa zamaana ai gul-e-ezaar dekhaa
ba-qaul-e-'charKH' yahaa.n mastiyaa.n ubhartii hai.nye mai-kada to jahaan-e-shabaab hai saaqii
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books