aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "dar"
'dard' har-chand mai.n zaahir me.n to huu.n mor-e-za.iifzor nisbat hai vale mujh ko 'sulaimaan' ke saath
na puuchh ai 'dard' merii vus.at-e-shauqhuduud-e-Gam ba.Dhaanaa chaahtaa huu.n
mansuur-o-daar kaa jo sunaa mai.n ne vaaqi.amujh ko tazaad-e-jurm-o-sazaa yaad aa gayaa
jab valii ne kiyaa inkaar mahal jaane seun ke dar par bhii to sultaan kaa jaanaa Thahraa
din ko na ghar se jaa.iye lagtaa hai Dar mujheis paara-e-sahaab ko suuraj na dekh le
nam bhii honaa nahii.n dariyaa se guzar jaanaa bhiituu ne ye shart bhii kyaa soch ke ai yaar rakhii
dayaar-e-dil se guzar jis gha.Dii bhii ho 'dildaar'mile na phuul to ashko.n ke haar rakh denaa
baahar ye qadam nikle.n to khulezanjiir madad kartii hai ki dar
ham pas-e-daar siikh aate hai.njo sar-e-daar karnaa hotaa hai
daad denaa to ik alag fan haisher ham bhii kahaa.n samajhte hai.n
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books