aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "drawing"
jab bhii haatho.n me.n uThaataa huu.n qalamterii tasviir banaa kartii hai
dekhne vaalo.n kii aa.nkho.n me.n utar aatii thiiek tasviir jo kaaGaz pe banaa.ii ga.ii thii
aur kis tarah kare.n husn-e-KHudaa-daad kaa shukrsher likhne lage.n tasviir banaane lag jaa.e.n
pyaas kii ban ke aa ga.ii tasviirmai.n ne dariyaa likhaa thaa kaaGaz par
vo ek tasviir jo bantii nahii.n haiusii me.n rang bharnaa chaahtii huu.n
lafzo.n se tasviir banaate rahte hai.njaise-taise jii bahlaate rahte hai.n
bujhii bujhii sii vo tasviir-e-jaa.n banaate hai.nkahii.n charaaG kahii.n par dhu.aa.n banaate hai.n
ek tasviir banaa kar mai.n tire ho.nTo.n kiisabt kar duu.ngaa kisii yaad ke pal kaaGaz par
dhuup se rang aur havaa se kaaGaz u.D jaate hai.nzehn me.n ik tasviir KHayaalii rah jaatii hai
mai.n KHuun-e-jigar se kaaGaz par kuchh naqsh banaatii rahtii huu.nhaa.n tujh se ko.ii mansuub to ho haa.n tujh se ko.ii mausuum to ho
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books