aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "governor"
haqiiqii shaa'irii daad-e-suKHan se bhii hu.ii mahruumbilaa sar-pair vaalii shaa'irii paisa banaatii hai
'sahbaa' us kuuche me.n na jaanaa shaayad patthar ban jaa.odekho us saahir kii galiyaa.n jaaduu karne vaalii hai.n
hazrat-e-shaiKH ne paaband kiyaa hai varnaek hii chiiz mujhe lagtii hai piine vaalii
in ko aatii hai 'sahar' sirf garebaan-dariiu.ngliyaa.n kab hai.n mirii chaak ko siine vaalii
KHat huu.n mai.n aaKHirii kisii 'aanis-muu.iin' kaatuu yaad rahne vaalii Gazal hai 'faraaz' kii
momin bane to qaum kaa rahbar banaa diyaaan-pa.Dh ga.nvaar ko bhii governor banaa diyaa
kalkatta me.n ulfat kii governor hai sadaa ishqaamaada ho tuu rustam-e-dastaan samajh kar
das-baarah chhedo.n se paanii favaare saa pa.Dtaa thaaghar me.n TuuTii tillii vaalii ek puraanii sii chhatrii
baa.ndh rakkhii hai faqat vaalii-e-taiba se umiidmerii baKHshish usii darbaar se vaabasta hai
KHudaa ke liye pher do mujh ko saahabjo sarkaar me.n kuchh na ho kaam dil kaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books