aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "juice"
jhuktii hu.ii nazar ho ki simTaa hu.aa badanhar ras-bharii ghaTaa ko baras jaanaa chaahiye
ham-saaya-e-muGaa.n me.n muddat se huu.n chunaa.ncheik shiira-KHaane kii hai diivaar mere ghar me.n
lahraa ke jhuum jhuum ke laa muskuraa ke laaphuulo.n ke ras me.n chaa.nd kii kirne.n milaa ke laa
palko.n pe kachchii nii.ndo.n kaa ras phailtaa ho jabaise me.n aa.nkh dhuup ke ruKH kaise kholiye
ras hii ras jin me.n hai phir sail zaraa sii bhii nahii.nmaa.ngtaa hai kahii.n un aa.nkho.n kaa maaraa paanii
aa.nkho.n me.n kahaa.n ras kii buu.nde.n kuchh hai to lahuu kii laalii haiis badlii hu.ii rut me.n ab to KHuunii.n barsaate.n hotii hai.n
kisii ho.nT se ko.ii ras mile ko.ii dam farishta-nafas milevo milaa bhii ho to mujhe dobaara milaa na ho kahii.n yuu.n na ho
saaf durdi-kash-e-paimaana-e-jam hai.n ham logvaa.e vo baada ki afsharda-e-a.nguur nahii.n
ras me.n Duubaa hu.aa lahraataa badan kyaa kahnaakarvaTe.n letii hu.ii sub.h-e-chaman kyaa kahnaa
vaqt-e-aaKHir yaad hai saaqii kii mehmaanii mujhemarte marte de diyaa anguur kaa paanii mujhe
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books