aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "normal"
ajab gudaaz tabii.at hai aap kii 'javvaad'zaraa sii baat hu.ii aur chhalak pa.De aa.nsuu
nasiib dil ko bhalaa kab rahii faraavaaniiaur ab to vaise bhii muddat kaa qaht pa.D gayaa hai
is khurdurii Gazal ko na yuu.n mu.nh banaa ke dekhkis haal me.n likhii hai mire paas aa ke dekh
aa.o nikle.n anaa ke KHol se abraabte phir bahaal ho jaa.e.n
biinaa.ii se baahar kabhii andar mujhe dekhemumkin hii nahii.n hai vo baraabar mujhe dekhe
qariib thaa ki ta'alluq bahaal ho jaataaajab KHamoshii magar darmiyaan baiTh ga.ii
lagtaa nahii.n ki us se maraasim bahaal ho.nmai.n kyaa karuu.n ki tho.Daa saa paagal to mai.n bhii huu.n
aur sab kuchh bahaal rakkhaa haiek bas ishq Taal rakkhaa hai
mujhe aisaa lagtaa hai jaise aa.nkh se KHvaab kaavo jo raabta saa bahaal thaa so nahii.n rahaa
'afzal' kuchh is tarah kii achaanak havaa chaliisaa.nse.n bahaal rakhnaa bhii dushvaar ho gayaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books