SEARCH RESULTS
Showing search results for "normal"
Ghazal MATCHES FOR "normal"
Ghazal
Nasir Amrohvi
Ghazal
aasmaano.n se zamii.n kii taraf aate hu.e ham
ek majme ke liye sher sunaate hu.e ham
Nomaan Shauque
Ghazal
qaa.ede baazaar ke is baar ulTe ho ga.e
aap to aa.e nahii.n par phuul mah.nge ho ga.e
Nomaan Shauque
Ghazal
bataa.uu.n kaise ki sach bolnaa zaruurii hai
ta.alluqaat me.n ye tajraba zaruurii hai
Nomaan Shauque
Ghazal
barso.n puraane zaKHm ko be-kaar kar diyaa
ham ne tiraa javaab bhii tayyaar kar diyaa
Nomaan Shauque
Ghazal
Nomaan Shauque
Ghazal
jaane kis ummiid pe chho.D aa.e the ghar-baar log
nafrato.n kii shaam yaad aa.e puraane yaar log
Nomaan Shauque
Ghazal
duur gagan par ha.nsne vaale nirmal komal chaa.nd
be-kal man kahtaa hai aa.o haath lagaa.e.n tumhe.n
Zuhoor Nazar
Ghazal
tabaah KHud ko use laa-zavaal karte hai.n
hamaare log junuu.n me.n kamaal karte hai.n
Nomaan Shauque
Ghazal
vo ha.nsnaa yaad aataa hai vo ronaa yaad aataa hai
tujhe ai zindagii paa kar vo khonaa yaad aataa hai
Noman Anwar
Ghazal
KHudaa mu'aaf kare zindagii banaate hai.n
mire gunaah mujhe aadmii banaate hai.n
Nomaan Shauque
Ghazal
is baar intizaam to sardii kaa ho gayaa
kyaa haal pe.D kaTte hii bastii kaa ho gayaa
Nomaan Shauque
Ghazal
insaaniyat ke zo'm ne barbaad kar diyaa
pi.njre me.n aa ke sher ko aazaad kar diyaa
Nomaan Shauque
Ghazal
ek aayat pa.Dh ke apne-aap par dam kar diyaa
ham ne har chehre kii jaanib dekhnaa kam kar diyaa
Nomaan Shauque
Ghazal
aise mile nasiib se saare KHudaa ki bas
mai.n bandagii ke zo.am me.n chillaa uThaa ki bas
Nomaan Shauque
Ghazal
masjido.n me.n qatl hone kii rivaayat hai yahaa.n
aur jise bhii dekhiye vo baa-jamaa.at hai yahaa.n
Nomaan Shauque
Ghazal
bhare hu.e hai.n abhii raushnii kii daulat se
diye jalaa.e.nge ham bhii magar zaruurat se