aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "passport"
umiid jaa ke nahii.n us galii se aane kiiba-rang-e-umr miraa naama-bar ravaana hu.aa
na puuchh haal miraa chob-e-KHushk-e-sahraa huu.nlagaa ke aag mujhe kaarvaa.n ravaana hu.aa
kunj-e-chaman me.n aas lagaa.e chup baiThe hai.n jis din seham ne sabaa ke haath ravaana un ko ik paiGaam kiyaa
ham insaano.n se to ye sa.ng-o-KHisht-e-baam-o-dar achchhemusaafir kab hu.aa ghar se ravaana yaad rakhte hai.n
milaa na khet se us ko bhii aab-o-daana kyaakisaan shahr ko phir ik hu.aa ravaana kyaa
aa.nkh se Tapkii jo aa.nsuu kii la.Diiqaafila Gam kaa ravaana ho gayaa
'sa.aadat' kaash ko.ii faa.eda tuu bhii uThaa letaaravaana ho gayaa teraa shabaab aahista aahista
kahaa.n gayaa mai.n bichha.D kar kise KHabar hogiijo ek baar yahaa.n se hu.aa ravaana gayaa
mai.n to us roz Gam-e-hijr manaa.uu.ngaa 'zakii'jab mire zehn se vo shaKHs ravaana hogaa
yaaraan-e-raftagaa.n kaa nishaa.n KHaak Dhuu.nDhiyereg-e-ravaa.n kaa qaafila thaa jo ravaana thaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books