aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "platform"
dil kii gintii na yagaano.n me.n na begaano.n me.nlekin us jalva-gah-e-naaz se uThtaa bhii nahii.n
hazaar safho.n kaa diivaan kaun pa.Dhtaa hai'bashiir-badr' kaa ko.ii intiKHaab de jaa.o
tamaashaa-kardanii hai daaG-e-siinaye phuul is taKHte me.n taaza khilaa hai
'ajiib KHauf musallat thaa kal havelii parlahu charaaG jalaatii rahii hathelii par
sa.ng-dil ahbaab ke daaman me.n rusvaa.ii ke phuulmai.n ne dekhaa hai nayaa manzar faraaz-e-daar par
rail kii gaa.Dii chalii to ik musaafir ne kahaadekhnaa vo ko.ii station pe baiThaa rah gayaa
dil miraa le ke arsh par hai dimaaGaur hii ab mizaaj-e-aalii hai
darhamii haal kii hai saare mire diivaa.n me.nsair kar tuu bhii ye majmuu.a pareshaanii kaa
sher aa ke chiir phaa.D gayaa mujh ko KHvaab me.ndam-bhar ko merii aa.nkh lagii thii machaan par
ek ham hai.n ki parastish pe 'aqiida hii nahii.naur kuchh log yahaa.n ban ke KHudaa baiThe hai.n
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books