aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "rule"
kis qaum ke dil me.n nahii.n jazbaat-e-baraahiimkis mulk pe namruud hukuumat nahii.n kartaa
kyuu.n na hotaa sitam bhii be-paayaa.nkaram-e-be-hisaab honaa thaa
tirii sarkaar me.n laayaa huu.n Daalii hasrat-e-dil kiiajab kyaa hai miraa manzuur ye nazraana ho jaa.e
duniyaa-e-duu.n kii kab tak Gulaamiiyaa raahebii kar yaa paadshaahii
mai.n ne dil kii baat rakhii aur tuu ne duniyaa vaalo.n kiimerii arz bhii majbuurii thii un kaa hukm bhii majbuurii
raqs karne kaa milaa hukm jo dariyaa.o.n me.nham ne KHush ho ke bha.nvar baa.ndh liye paa.nv me.n
aah ki khoyaa gayaa tujh se faqiirii kaa raazvarna hai maal-e-faqiir saltanat-e-ruum-o-shaam
suufii-o-rind ke maslak me.n sahii laakh tazaadmastiyaa.n ek sii vaaraftagiyaa.n ek sii hai.n
yaa sanjar o tuGral kaa aa.iin-e-jahaa.ngiiriiyaa mard-e-qalandar ke andaaz-e-muluukaana
ai shaah-e-husn zulf o ruKH o gosh chashm o labkyaa kyaa ilaaqe hai.n tirii sarkaar ke liye
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books