SEARCH RESULTS
Showing search results for "rule"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rule"
Ghazal
ruke to gardishe.n us kaa tavaaf kartii hai.n
chale to us ko zamaane Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
pur-Gubaari-e-jahaa.n se nahii.n sudh 'miir' hame.n
gard itnii hai ki miTTii me.n rule jaate hai.n
Meer Taqi Meer
Nazm
watan ka rag
zamiin hind kii rutba me.n arsh-e-a.alaa hai
ye home-rule kii ummiid kaa ujaalaa hai
Chakbast Braj Narayan
PAGE MATCHES FOR "rule"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "rule"
Kulliyat
pur-Gubaari-e-jahaa.n se nahii.n sudh 'miir' hame.n
gard itnii hai ki miTTii me.n rule jaate hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ruuhe.n badan kaa saath nibhaane me.n thak rahii.n
yaa'nii ki hast-o-buud baraabar nahii.n rule
Farah Rizwi
Kulliyat
is jism-e-KHaakii se ham miTTii me.n aT rahe hai.n
yuu.n KHaak me.n kahaa.n tak ko.ii rule hamesha
Meer Taqi Meer
Nazm
jawab-e-shikwa
rah ga.ii rasm-e-azaa.n ruuh-e-bilaalii na rahii
falsafa rah gayaa talqiin-e-Gazaalii na rahii
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
shaayad ab lauT ke aa.e na tirii mahfil me.n
aur ko.ii dukh na rulaa.e tujhe tanhaa.ii me.n