SEARCH RESULTS
Showing search results for "rule"
Ghazal MATCHES FOR "rule"
Ghazal
ruke to gardishe.n us kaa tavaaf kartii hai.n
chale to us ko zamaane Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
pur-Gubaari-e-jahaa.n se nahii.n sudh 'miir' hame.n
gard itnii hai ki miTTii me.n rule jaate hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ruuhe.n badan kaa saath nibhaane me.n thak rahii.n
yaa'nii ki hast-o-buud baraabar nahii.n rule
Farah Rizwi
Ghazal
bahut dino.n se mai.n in pattharo.n me.n patthar huu.n
ko.ii to aa.e zaraa der ko rulaa.e mujhe
Bashir Badr
Ghazal
ai ruuh-e-asr jaag kahaa.n so rahii hai tuu
aavaaz de rahe hai.n payambar saliib se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
laa.e ba-ruu-e-kaar na husn o jamaal ko
mauqa.a thaa phir bhii raat na ra.ngiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Ghazal
bar-ruu-e-shash-jahat dar-e-aa.iina baaz hai
yaa.n imtiyaaz-e-naaqis-o-kaamil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
aur to ahl-e-dard kaun sambhaaltaa bhalaa
haa.n terii shaadmaaniyaa.n un ko rulaa ke rah ga.ii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
agarche gosha-guzii.n huu.n mai.n shaa.iro.n me.n 'miir'
pa mere shor ne ruu-e-zamii.n tamaam liyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Saba Afghani
Ghazal
ravaa.n hai.n phir bhii ruke hai.n vahii.n pe sadiyo.n se
ba.De udaas lage jab bhii aabshaar dikhe
Gulzar
Ghazal
ye jafaa-e-Gam kaa chaara vo najaat-e-dil kaa aalam
tiraa husn dast-e-iisaa tirii yaad ruu-e-maryam