SEARCH RESULTS
Showing search results for "''haazir"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "''haazir"
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
bas naam rahegaa allaah kaa
jo Gaa.eb bhii hai haazir bhii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
rahzan ho to haazir hai mataa-e-dil-o-jaa.n bhii
rahbar ho to manzil kaa pata kyuu.n nahii.n dete
Ahmad Faraz
Ghazal
Muztar Khairabadi
PAGE MATCHES FOR "''haazir"
MORE MATCHES FOR "''haazir"
Marsiya
kursii bhii us kii pusht kii thii Dhuu.nDhtii panaah
thaa jis hasiir par vo do aalam kaa baadshaah
Meer Anees
Ghazal
meraa sar haazir hai lekin meraa munsif dekh le
kar rahaa hai merii fard-e-jurm ko tahriir kaun
Parveen Shakir
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
rafta o haazir ko goyaa paa-ba-paa is ne kiyaa
ahd-e-tiflii se mujhe phir aashnaa is ne kiyaa
Allama Iqbal
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
haa.n taa.nbaa sonaa ruupaa hai
tum jo maa.ngo so haazir hai
Ibn e Insha
Ghazal
ye butaan-e-asr-e-haazir ki bane hai.n madrase me.n
na adaa-e-kaafiraana na taraash-e-aazraana
Allama Iqbal
Ghazal
haazir hai.n kaliisaa me.n kabaab o mai-e-gulguu.n
masjid me.n dharaa kyaa hai ba-juz mau.iza o pand
Allama Iqbal
Sher
Akbar Allahabadi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
haazir hai.n mere jaib-o-garebaa.n kii dhajjiyaa.n
ab aur kyaa tujhe dil-e-diivaana chaahiye