SEARCH RESULTS
Showing search results for "'ज़की'"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "'ज़की'"
Ghazal
sunaa hai aa.ina timsaal hai jabii.n us kii
jo saada dil hai.n use ban-sa.nvar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
yaar bhii raah kii diivaar samajhte hai.n mujhe
mai.n samajhtaa thaa mire yaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
ab tirii yaad se vahshat nahii.n hotii mujh ko
zaKHm khulte hai.n aziyyat nahii.n hotii mujh ko
Shahid Zaki
PAGE MATCHES FOR "'ज़की'"
MORE MATCHES FOR "'ज़की'"
Sher
mai.n aap apnii maut kii tayyaariyo.n me.n huu.n
mere KHilaaf aap kii saazish fuzuul hai
Shahid Zaki
Sher
raushnii baa.nTtaa huu.n sarhado.n ke paar bhii mai.n
ham-vatan is liye Gaddaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
jii chaahtaa hai kah duu.n zamiin o zamaa.n se mai.n
manzil agar nahii.n hai to gardish fuzuul hai
Shahid Zaki
Ghazal
hai aarzuu ki palaT jaa.uu.n aasmaa.n kii taraf
mizaaj ahl-e-zamii.n kaa nahii.n milaa mujh se
Shahid Zaki
Nazm
hinDola
yahii zamii.n yahii dariyaa pahaa.D jangal baaG
yahii havaa.e.n yahii sub.h-o-shaam suuraj chaa.nd