SEARCH RESULTS
Showing search results for ",GnvG"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",GnvG"
Sher
na paak hogaa kabhii husn o ishq kaa jhag.Daa
vo qissa hai ye ki jis kaa ko.ii gavaah nahii.n
Haidar Ali Aatish
Sher
saadiq huu.n apne qaul kaa 'Gaalib' KHudaa gavaah
kahtaa huu.n sach ki jhuuT kii aadat nahii.n mujhe
Mirza Ghalib
Nazm
magar zulm ke KHilaf
taariiKH jaantii hai zamaana gavaah hai
kuchh kor-baatino.n kii nazar ta.ng hii sahii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mujh se lage hai.n ishq kii azmat ko chaar chaa.nd
KHud husn ko gavaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
MORE MATCHES FOR ",GnvG"
Nazm
surKH gulab aur badar-e-munir
chalo na.e safar par chalte hai.n, chalo mujhe banaa ke gavaah chalo
Saqi Faruqi
Nazm
aadmi-nama
qaazii vakiil aadmii aur aadmii gavaah
taashe bajaate aadmii chalte hai.n KHvaah-maKHvaah
Nazeer Akbarabadi
Nazm
KHwab jo bikhar gae
magan thaa mai.n ki pyaar ke bahut se giit gaa.u.ngaa
zabaan gu.ng ho ga.ii, gale me.n giit ghuT ga.e
Amir Usmani
Ghazal
bachte nahii.n muvaaKHaza-e-roz-e-hashr se
qaatil agar raqiib hai to tum gavaah ho
Mirza Ghalib
Ghazal
yahii sahii tirii marzii samajh na paa.e ham
KHudaa gavaah ki mub.ham the kuchh ishaare bhii
Amjad Islam Amjad
Ghazal
gavaah chaah rahe the vo be-gunaahii kaa
zabaa.n se kah na sakaa kuchh KHudaa gavaah ke baa'd
Krishn Bihari Noor
Ghazal
'bedam' namaaz-e-ishq yahii hai KHudaa-gavaah
har dam tasavvur-e-ruKH-e-jaanaana chaahiye