SEARCH RESULTS
Showing search results for ",HnDE"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",HnDe"
Ghazal
tanhaa.ii kii ye kaun sii manzil hai rafiiqo
taa-hadd-e-nazar ek bayaabaan saa kyuu.n hai
Shahryar
Qita
har tanz kiyaa jaa.e har ik ta.ana diyaa jaa.e
kuchh bhii ho par ab hadd-e-adab me.n na rahaa jaa.e
Jaun Eliya
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ",HnDe"
Ghazal
taa-hadd-e-nazar sho.ale hii sho.ale hai.n chaman me.n
phuulo.n ke nigahbaan se kuchh bhuul hu.ii hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
jab ko.ii samt-e-safar tai thii na hadd-e-rahguzar
ai mire rah-rau safar to raa.egaa.n honaa hii thaa
Mohsin Naqvi
Nazm
jugnu
ye mast mast ghaTaa, ye bharii bharii barsaat
tamaam hadd-e-nazar tak ghulaavaTo.n kaa samaa.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aaj ki raat
nuur hii nuur hai kis samt uThaa.uu.n aa.nhke.n
husn hii husn hai taa-hadd-e-nazar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
taa-had-e-manzil tavaazun chaahiye raftaar me.n
jo musaafir tez-tar aage ba.Dhaa rah jaa.egaa
Mahshar Badayuni
Sher
hai taa-hadd-e-imkaa.n ko.ii bastii na bayaabaa.n
aa.nkho.n me.n ko.ii KHvaab dikhaa.ii nahii.n detaa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
Malikzaada Manzoor Ahmad
Sher
ye kyaa jagah hai dosto ye kaun saa dayaar hai
hadd-e-nigaah tak jahaa.n Gubaar hii Gubaar hai
Shahryar
Ghazal
ye bhii mumkin hai ki aabaadii ho is se aage
ye jo taa-hadd-e-nazar phailtii viiraanii hai

