SEARCH RESULTS
Showing search results for ",JDHa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",jDHa"
Marsiya
gesuu the vo mufassir-e-vallail-izaa-sajaa
ruKH se ayaa.n the ma.anii-e-vashshams-o-va-zzuhaa
Meer Anees
Sher
kuchh is adaa se mohabbat-shanaas honaa hai
KHushii ke baab me.n mujh ko udaas honaa hai
Rahul Jha
Sher
tumhaarii guftuguu se bhii aziiz hai mujh ko
akele baiThnaa aur KHud pe tabsira karnaa
Rahul Jha
Ghazal
Rahul Jha
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
dhaa
धा دھا
musical note of 'dha' in sargam or solfege , a technique for the teaching of singing
Sanskrit
MORE MATCHES FOR ",jDHa"
Ghazal
ishq ke baab me.n yuu.n KHud ko tumhaaraa kar ke
haath maltaa huu.n mai.n apnaa hii KHasaara kar ke
Rahul Jha
Ghazal
aaKHirii vaqt tirii raah se haT jaa.e.nge
tuu agar ho gayaa raazii to palaT jaa.e.nge
Rahul Jha
Sher
us ne ik baar to jhaa.nkaa bhii thaa mujh me.n lekin
us se dekhii na ga.ii vus.at-e-tanhaa.ii mirii
Rahul Jha
Ghazal
mai.n KHaak huu.n so yahii tajraba rahaa hai mujhe
vo shakl-e-nau ke liye rau.ndtaa rahaa hai mujhe
Rahul Jha
Ghazal
bas ik savaal pe jiinaa muhaal hai meraa
savaal kyo.n na karuu.n ye savaal hai meraa
Amit Jha Rahi
Ghazal
Mukesh Jha
Ghazal
hu.aa hai mujh pe kuchh aisaa asar us ke tabassum se
hu.aa gulzaar hai meraa safar us ke tabassum se
Mukesh Jha
Ghazal
kuchh is adaa se mohabbat-shanaas honaa hai
KHushii ke baab me.n mujh ko udaas honaa hai
Rahul Jha
Sher
mai.n aaj sog manaanaa sikhaane vaalaa huu.n
idhar ko aa.e.n jinhe.n mahv-e-yaas honaa hai









