SEARCH RESULTS
Showing search results for ",UABd"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",uabd"
Ghazal
chaa.nd ne pahnii qabaa-e-abd aadhii raat ko
merii aa.nkho.n me.n ka.ii raushan sitaare mar ga.e
Syed John Abbas Kazmi
Ghazal
Bedam Shah Warsi
PAGE MATCHES FOR ",uabd"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ",uabd"
Sher
aanaa ye hichkiyo.n kaa mujhe be-sabab nahii.n
bhuule se us ne yaad kyaa ho ajab nahii.n
Maulwi Abd-ur-Raza Raza
Ghazal
apne aab-e-chashm se sarsabz hai.n
zeb-e-dasht-o-ziinat-e-vaadii hai.n ham
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
tham ke barso naa yahaa.n kachche makaano.n ne abhii
saaz Tap Tap ke na gaane kii qasam khaa.ii hai
Abd Haidar Kazmi
Ghazal
phuul karte rahe tauhiin sadaa KHaaro.n kii
phir bhii bechaaro.n ne ab tak ko.ii shikva na kiyaa
Manzar Suhai
Nazm
KHud ko KHud mein tahlil karo
apne andar tah-dar-tah baatin me.n
ek jahaa.n aabaad karo
Sahil Ahmad
Ghazal
ab aa.nkhe.n bhalaa kis tarah taqsiim kare maa.n
diivaare.n kha.Dii karnaa to aulaad kii zid hai
Ikram Azam
Ghazal
ye takmiil-e-mohabbat hai ki taufiiq-e-KHudaavandii
mujhe har intihaa ab ibtidaa maaluum hotii hai
Muneer Bhopali
Ghazal
kahtaa huu.n mai.n ye gabr o musalmaan ke mu.nh par
vo abd nahii.n jis kaa tuu ma.abuud nahii.n hai
Joshish Azimabadi
Ghazal
banda-e-KHvaahishaat ko kahtaa hai kaun abd-e-hur
chaahiye hurriyat agar dil ko 'amii.n' Gulaam kar
Ameen Hazin
Ghazal
jo 'ishq ‘abd se maa'buud tak tumhe.n le jaa.e
qasam zuleKHaa kii us 'aashiqii se 'ishq karo
Salman Kazmi
Rubai
kyaa baat hai ehtimaam-e-jahd-o-taa.aat
kyaa chiiz hai imtiyaaz-e-abd-o-ma.abuud













