SEARCH RESULTS
Showing search results for ",UIDI"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",uiDi"
PAGE MATCHES FOR ",uiDi"
MORE MATCHES FOR ",uiDi"
Sher
ye u.Dii u.Dii sii ra.ngat ye khule khule se gesuu
tirii sub.h kah rahii hai tirii raat kaa fasaana
Ehsan Danish
Ghazal
lipaT gayaa tiraa diivaana garche manzil se
u.Dii u.Dii sii hai ye KHaak-e-rahguzar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
dosti ka hath
tumhe.n bhii zid hai ki mashq-e-sitam rahe jaarii
hame.n bhii naaz ki jaur-o-jafaa ke aadii hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ye sub.h sub.h chehre kii rangat u.Dii hu.ii
kal raat tum kahaa.n the bataanaa sahii sahii
Unknown
Ghazal
uTThaa ajab tazaad se insaan kaa KHamiir
aadii fanaa kaa thaa to pujaarii baqaa kaa thaa