SEARCH RESULTS
Showing search results for ",aqBw"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",aqbw"
Ghazal
vaa.iz kamaal-e-tark se miltii hai yaa.n muraad
duniyaa jo chho.D dii hai to uqbaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
Gaafilo.n ke lutf ko kaafii hai duniyaavii KHushii
aaqilo.n ko be-Gam-e-uqbaa mazaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
chain karte hai.n vahaa.n ranj uThaane vaale
kaam uqbaa me.n hamaaraa dil-e-naashaad aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
na duniyaa na uqbaa kahaa.n jaa.iye
kahii.n ahl-e-dil kaa Thikaanaa bhii hai
Asrarul Haq Majaz
BOOKS MATCHES FOR ",aqbw"
MORE MATCHES FOR ",aqbw"
Ghazal
in.aam kaa uqbaa ke to kyaa puuchhnaa lekin
duniyaa me.n bhii iimaa.n kaa silaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
uqbaa kii baaz-purs kaa jaataa rahaa KHayaal
duniyaa kii lazzato.n me.n tabii.at bahal ga.ii
Akbar Allahabadi
Nazm
inqalab
haram ke dosh pe uqbaa kaa daam hai ab tak
saro.n me.n diin kaa saudaa-e-KHaam hai ab tak
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
uqbaa me.n bhii milegii yahii zindagii 'shakiil'
mar kar na chhuuT paa.e.nge is dard-e-sar se ham
Shakeel Badayuni
Ghazal
KHamyaaza hai karishma-parasti-e-dahr kaa
ahl-e-zamaana aalam-e-uqbaa kahe.n jise