SEARCH RESULTS
Showing search results for ",bNcI"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",bnci"
Ghazal
jis tarah se tho.Dii sii tire saath kaTii hai
baaqii bhii usii tarah guzar jaa.e to achchhaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
raqib se!
tujh se khelii hai.n vo mahbuub havaa.e.n jin me.n
us ke malbuus kii afsurda mahak baaqii hai
Faiz Ahmad Faiz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ",bnci"
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
zinda huu.n magar ziist kii lazzat nahii.n baaqii
har-chand ki huu.n hosh me.n hushyaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Sher
hayaa nahii.n hai zamaane kii aa.nkh me.n baaqii
KHudaa kare ki javaanii tirii rahe be-daaG
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-hindi
yuunaan o misr o ruumaa sab miT ga.e jahaa.n se
ab tak magar hai baaqii naam-o-nishaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Ghazal
aa.iin-e-javaa.n-mardaa.n haq-go.ii o be-baakii
allaah ke shero.n ko aatii nahii.n ruubaahii
Allama Iqbal
Ghazal
baaqii na rahe saakh 'adaa' dasht-e-junuu.n kii
dil me.n agar andesha-e-anjaam hii aa.e



