SEARCH RESULTS
Showing search results for ",nMF"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",nmf"
Ghazal
miinaa-ba-miinaa mai-ba-mai jaam-ba-jaam jam-ba-jam
naaf-piyaale kii tire yaad ajab sahii ga.ii
Jaun Eliya
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ",nmf"
Ghazal
ham se chhinaa hai naaf-piyaala tiraa miyaa.n
goyaa azal se ham saf-e-lab-tishnagaa.n ke the
Jaun Eliya
Marsiya
pherii na thii jo pusht-e-mubaarak dam-e-masaaf
the do hazaar zaKHm faqat sar se taa-ba-naaf
Meer Anees
Ghazal
naaf-piyaale ko tire dekh liyaa muGaa.n ne jaan
saare hii mai-kade kaa aaj kaam tamaam ho gayaa
Jaun Eliya
Ghazal
jaanii mai.n tere naaf-piyaale pe huu.n fidaa
ye aur baat hai tiraa paikar bhii kuchh nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
taarii ho mujh pe kaun sii haalat mujhe bataa.o
meraa hisaab-e-naf-o-zarar kis ke paas hai
Jaun Eliya
Ghazal
vo naaf pyaale se sarmast kare varna
ho ke mai.n kabhii us kaa qaa.il nahii.n aane kaa