SEARCH RESULTS
Showing search results for ",pHve"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",pHve"
Sher
achchhii-KHaasii rusvaa.ii kaa sabab hotii hai
duusrii aurat pahlii jaisii kab hotii hai
Fay Seen Ejaz
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Masnavi
mai.n na huu.n to raah dekhe kuchh na khaa.e
jaan paave sun mirii aavaaz paa.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo fikr kar ki chaak-e-jigar paave iltiyaam
naaseh jo tuu ne jaama sulaayaa to kyaa hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
rahii nafrat hamesha daaG-e-uryaanii ko phaa.e se
hu.aa jab qat.a jaama par hamaare pairahan big.Daa
Haidar Ali Aatish
PAGE MATCHES FOR ",pHve"
MORE MATCHES FOR ",pHve"
Sher
mil rahii hai mujhe naa-karda gunaaho.n kii sazaa
mere maalik mire sajde mujhe vaapas kar de
Fay Seen Ejaz
Ghazal
mai-kada gar chashm-e-mast-e-naaz se paave shikast
muu-e-shiisha diida-e-saaGar kii mizhgaanii kare
Mirza Ghalib
Ghazal
sad rang jalva-gar hai har jaada Gairat gul
'aashiq kii ek paave kyuu.n kar qaraar KHvaahish
Meer Taqi Meer
Mazahiya
'haniif' bhii ko.ii bogus cricketer to nahii.n
magar 'asar' se ziyaada free-hiter to nahii.n
Dilawar Figar
Ghazal
fe pe ik nuqta hai aur qaaf pe hai.n nuqta do
kaaf bhii KHaalii hai aur laam bhii KHaalii, ye le