SEARCH RESULTS
Showing search results for ",tOTC"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",toTc"
Nazm
aurat
terii KHaatir hai jo zanjiir vo saugand bhii to.D
tauq ye bhii hai zamurrad kaa guluu-band bhii to.D
Kaifi Azmi
Sher
maa.n baap aur ustaad sab hai.n KHudaa kii rahmat
hai rok-Tok un kii haq me.n tumhaare ne.amat
Altaf Hussain Hali
MORE MATCHES FOR ",toTc"
Translated Poetry
kuchh yuu.n bhii raahe.n mushkil thii.n
kuchh Gam kaa gale me.n tauq bhii thaa
Muneer Niyazi
Sher
aadamiyyat aur shai hai ilm hai kuchh aur shai
kitnaa tote ko pa.Dhaayaa par vo haivaa.n hii rahaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
aa.nkh se aa.nkh milaanaa to suKHan mat karnaa
Tok dene se kahaanii kaa mazaa jaataa hai
Mohsin Asrar
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
ne majaal-e-shikva hai ne taaqat-e-guftaar hai
zindagaanii kyaa hai ik tauq-e-guluu-afshaar hai
Allama Iqbal
Ghazal
kaj-kulaaho.n se kahe kaun ki ai be-KHabro.n
tauq-e-gardan se nahii.n turra-e-dastaar judaa
Ahmad Faraz
Nazm
tum hi kaho kya karna hai
ved in kii Toh ko paa na sake
aur ToTke sab be-kaar ga.e
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
juluus-e-ahl-e-vafaa kis ke dar pe pahu.nchaa hai
nishaan-e-tauq-e-vafaa ziinat-e-guluu kar ke
Mohsin Naqvi
Ghazal
mar ga.ii sarv pe jab ho ke tasadduq qumrii
us se us dam bhii na tauq apne guluu kaa niklaa