SEARCH RESULTS
Showing search results for "اہل_وطن"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "اہل_وطن"
Sher
vatan ko phuu.nk rahe hai.n bahut se ahl-e-vatan
charaaG ghar ke hai.n sargarm ghar jalaane me.n
Mahtab Alam
Ghazal
dushman kii dostii hai ab ahl-e-vatan ke saath
hai ab KHizaa.n chaman me.n na.e pairahan ke saath
Majrooh Sultanpuri
Rubai
ba.az ahl-e-vatan se ab bhii dukh paataa huu.n
tahsiil-e-kamaal kar ke pachhtaataa huu.n
Shad Azimabadi
Sher
ai ahl-e-vatan shaam-o-sahar jaagte rahnaa
aGyaar hai.n aamaada-e-shar jaagte rahnaa
Jafar Malihabadi
Sher
umr bhar sa.ng-zanii karte rahe ahl-e-vatan
ye alag baat ki dafnaa.e.nge e.azaaz ke saath
Ahmad Nadeem Qasmi
PAGE MATCHES FOR "اہل_وطن"
MORE MATCHES FOR "اہل_وطن"
Ghazal
karte na ham jo ahl-e-vatan apnaa ghar KHaraab
hote na yuu.n hamaare javaa.n dar-ba-dar KHaraab
Basir Sultan Kazmi
Nazm
hubb-e-watan
baiThe be-fikr kyaa ho ham-vatano
uTTho ahl-e-vatan ke dost bano
Altaf Hussain Hali
Nazm
yaum-e-mai
musaavaat ke diip ghar ghar jale.nge
sab ahl-e-vatan sar uThaa ke chale.nge
Habib Jalib
Nazm
pandrah august
har haadse me.n ahl-e-vatan musta.id rahe.n
vo valvala jagaa.o ki pa.ndrah august hai
Maftun Kotvi
Nazm
hamari zaban
ahl-e-vatan the aapas me.n yak dil
is baat kii hai urdu nishaanii
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Ghazal
sa.nbhalne ko ahl-e-vatan ke liye bhii
dikhaa.e jo jalve KHudaa ne bahut hai.n
Mohamamd Rafiq Nadvi Shad
Ghazal
ahl-e-vatan se duur judaa.ii me.n yaar kii
sabr aa gayaa 'firaaq' karaamaat ho ga.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
na.e jhag.De niraalii kaavishe.n iijaad karte hai.n
vatan kii aabruu ahl-e-vatan barbaad karte hai.n