SEARCH RESULTS
Showing search results for "بت"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "بت"
PAGE MATCHES FOR "بت"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "بت"
Ghazal
suuraj me.n lage dhabbaa fitrat ke karishme hai.n
but ham ko kahe.n kaafir allaah kii marzii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
is KHaana-e-hastii se guzar jaa.uu.ngaa be-laus
saaya huu.n faqat naqsh-ba-diivaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
hai aashiqii me.n rasm alag sab se baiThnaa
but-KHaana bhii haram bhii kaliisaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
kisii tarah jo na us but ne e'tibaar kiyaa
mirii vafaa ne mujhe KHuub sharmsaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Sher
but-KHaana to.D Daaliye masjid ko Dhaa.iye
dil ko na to.Diye ye KHudaa kaa maqaam hai














