SEARCH RESULTS
Showing search results for "بزم_تصور"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "بزم_تصور"
Ghazal
mai.n bazm-e-tasavvur me.n use laa.e hu.e thaa
jo saath na aane kii qasam khaa.e hu.e thaa
Anwar Shuoor
Ghazal
Zakir Khan Zakir
Ghazal
naqaab-e-bazm-e-tasavvur uThaa.ii jaatii hai
shikast-KHurdo.n kii himmat ba.Dhaa.ii jaatii hai
Laxmi Narayan Farigh
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "بزم_تصور"
Ghazal
vo mirii bazm-e-tasavvur me.n kuchh aise aa.e
jaise jannat mire aa.ngan me.n utar aa.ii hai
Aalam Nizami
Ghazal
aap kaa bazm-e-tasavvur me.n chale aa jaanaa
ham ko maahaul se begaana banaa rakkhaa hai
Salaam Najmi
Ghazal
vo aa.e hai.n na kabhii aa.e.nge yaqii.n hai magar
ham apnii bazm-e-tasavvur sajaa.e jaate hai.n
Nakhshab Jaarchawi
Ghazal
sher ke ruup me.n Dhalte nahii.n vo hangaame
jo mirii bazm-e-tasavvur me.n bapaa hote hai.n
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
yuu.n bhii vo bazm-e-tasavvur se guzar jaate hai.n
jaise lai saaz se yaa phuul se KHushbuu nikle
Hosh Tirmizi
Ghazal
vo aa.e.n bazm-e-tasavvur me.n bas ye kaafii hai
qasam KHudaa kii yahii hai visaal-e-yaar mujhe