SEARCH RESULTS
Showing search results for "جوڑئیے"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "جوڑئیے"
Ghazal
qabiile vaalo.n ke dil jo.Diye mire sardaar
saro.n ko kaaT ke sardaariyaa.n nahii.n chaltii.n
Kaif Bhopali
Ghazal
hamaare TuuTe dilo.n ko bhii jo.Diye saahib
phir aap saa ko.ii aa.iina-gar mile na mile
Farooq Jaiasi
Mazahiya
aap ab sinf-e-zaraafat se ta'alluq to.Diye
aur shahnaaz-e-Gazal se apnaa rishta jo.Diye
Bazagh Bihari
PAGE MATCHES FOR "جوڑئیے"
MORE MATCHES FOR "جوڑئیے"
Ghazal
karb-e-tanhaa.ii liye aaKHir kahaa.n tak jaa.iye
haadisa hii ho agarche be-sabab ko.ii to ho
Khalid Jamal
Short story
Ahmad Sagheer
Ghazal
to.Dnaa dil kaa tumhaare aage go aasaan hai
par tumhe.n tab jaane.n jab TuuTe bhii dil ko jo.Diye
Fakhruddin Khan Mahir
Nazm
pyari pyari sabziyan
dekh kar in ko na mu.nh ko mo.Diye
raabta ab sabziyo.n se jo.Diye
Yasir Farooq
Qita
'jaa'far' butaan-e-jahl jahaa.n par ho.n to.Diye
ab nasl-e-nau kaa rishta kitaabo.n se jo.Diye
Dr. Jafar Askari
Ghazal
pa.Diye gar biimaar to ko.ii na ho tiimaardaar
aur agar mar jaa.iye to nauha-KHvaa.n ko.ii na ho