SEARCH RESULTS
Showing search results for "خفاش"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "خفاش"
Ghazal
kis kis ko bataa.e.nge judaa.ii kaa sabab ham
tuu mujh se KHafaa hai to zamaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
juz zulf suujhtaa nahii.n ai murG-e-dil tujhe
KHuffaash tuu nahii.n hai ki zulmat-parast hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
yaad me.n terii raqiib-e-ruu-siyah jaagaa to kyaa
martaba aalii na ho KHuffaash-e-shab-bedaar kaa
Haidar Ali Aatish
MORE MATCHES FOR "خفاش"
Ghazal
murG-e-zarriin-e-falak par hai yaqiin-e-KHuffaash
kis qadar mere dino.n me.n hu.ii.n saarii raate.n
Imam Bakhsh Nasikh
Nazm
sal-e-nau ka hangama
zarre ke saath jang hai jang aaftaab se
KHuffaash kii abas hai shah-e-KHaavaraa.n se jang
Zafar Ali Khan
Ghazal
Alimullah
Sher
kis kis ko bataa.e.nge judaa.ii kaa sabab ham
tuu mujh se KHafaa hai to zamaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
yaa vo the KHafaa ham se yaa ham hai.n KHafaa un se
kal un kaa zamaana thaa aaj apnaa zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Sher
log kahte hai.n ki tuu ab bhii KHafaa hai mujh se
terii aa.nkho.n ne to kuchh aur kahaa hai mujh se