SEARCH RESULTS
Showing search results for "سرحد"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "سرحد"
PAGE MATCHES FOR "سرحد"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "سرحد"
Sher
phir na.e saal kii sarhad pe kha.De hai.n ham log
raakh ho jaa.egaa ye saal bhii hairat kaisii
Aziz Nabeel
Sher
sarhade.n achchhii ki sarhad pe na ruknaa achchhaa
sochiye aadmii achchhaa ki parinda achchhaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
hai par-e-sarhad-e-idraak se apnaa masjuud
qible ko ahl-e-nazar qibla-numaa kahte hai.n
Mirza Ghalib
Short story
Rajinder Singh Bedi
Nazm
hasan kuza-gar (2)
dil ke jiine ke bahaane ke sivaa aur nahii.n
harf sarhad hai.n jahaa.n-zaad ma.aanii sarhad
Noon Meem Rashid
Sher
us mulk kii sarhad ko ko.ii chhuu nahii.n saktaa
jis mulk kii sarhad kii nigahbaan hai.n aa.nkhe.n
Unknown
Mazahiya
lan-taraanii kii ye lete hai.n namaazii ban kar
hamle sarhad pe kiyaa karte hai.n Gaazii ban kar