SEARCH RESULTS
Showing search results for "سوختگاں"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "سوختگاں"
Ghazal
Garaz ki puuchhte kyaa ho ma.aal-e-soKHtagaa.n
tamaam jalnaa jalaanaa fasaana ho gayaa hai
Irfan Siddiqi
Nazm
ek shahr-ashob ka aaghaz
ab bazm-e-suKHan sohbat-e-lab-soKHtagaa.n hai
ab halqa-e-mai taa.efaa-e-be-talabaa.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
aatish-e-ishq tire soKHtagaa.n juu.n sho.ala
jab talak hai.n ko.ii aaraam liye baiThe.nge
Syed Mohammad Meer Asar
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "سوختگاں"
MORE MATCHES FOR "سوختگاں"
Kulliyat
kahte hai.n u.D bhii ga.e jal ke par-e-parvaana
kuchh sunii soKHtagaa.n tum KHabar-e-parvaana
Meer Taqi Meer
Ghazal
turbat pe cha.Dhaane ko tire soKHtagaa.n ke
le ke par-e-parvaana nasiim-e-sahar aa.ii
Meer Muzaffar Husain Zameer
Nazm
shikwa
aaj kyuu.n siine hamaare sharer-aabaad nahii.n
ham vahii soKHta-saamaa.n hai.n tujhe yaad nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
achchhaa hai ahl-e-jaur kiye jaa.e.n saKHtiyaa.n
phailegii yuu.n hii shorish-e-hubb-e-vatan tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
Tuk 'miir'-e-jigar-soKHta kii jald KHabar le
kyaa yaar bharosaa hai charaaG-e-saharii kaa