SEARCH RESULTS
Showing search results for "شہپرؔ"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "شہپرؔ"
Ghazal
Shehpar Rasool
Ghazal
zindagii hai to badal letii hai karvaT 'shahpar'
aadmii huu.n kabhii haivaan bhii ho jaataa huu.n
Shehpar Rasool
MORE MATCHES FOR "شہپرؔ"
Ghazal
vaqt ne har aahaT par KHaak Daal dii 'shahpar'
kar diyaa adaa aaKHir jizya-e-anaa mai.n ne
Shehpar Rasool
Ghazal
Shehpar Rasool
Ghazal
'shahpar' sada-e-vaqt se kar lo musaalahat
mahruumiyo.n ke dar pe ko.ii kyuu.n pa.Daa rahe
Shehpar Rasool
Ghazal
shahr kaa chehra samajh kar dekhte the sab use
aur vo KHud se bhii 'shahpar' ajnabii bantaa gayaa
Shehpar Rasool
Ghazal
Shehpar Rasool
Ghazal
kab chalaa jaataa hai 'shahpar' ko.ii aa ke saamne
suu.ii kaa girnaa bhii kyaa aavaaz-e-paa ke saamne
Shehpar Rasool
Ghazal
suurat-e-ashk-e-nadaamat hii sahii ai 'shahpar'
merii aa.nkho.n se kabhii us ko guzarnaa pa.D jaa.e
Shehpar Rasool
Ghazal
dardmandaana sadaaqat ke payambar 'shahpar'
dard kii baat samajhne se bhii qaasir kyaa hai.n
Shehpar Rasool
Ghazal
use bhii hai mire jiine kii aarzuu 'shahpar'
sukuun hai ki ye ash.aar be-sabab na kahe